Madani Inamaat
Meethay Meethay Islami Bhaiyo! Hamara her kam chahay acha ho ya bura us ka aser hamaray batin ya’ni dil per zaroor parhta hay aur dil ko jism ka badshah kaha jata hay, ba Hukm-e-Hadees: “Ager yeh durust ho tou sara jism durust rehta hay aur yeh kharab ho tou sara jism kharab hojata hay”. (Saheeh Bukhari, Kitab-ul-Imaan, Bab fadl min istibra-e-lideenihi, Al-Hadees:52, jild:1,safha:222) Insan jab gunah kerta hay ….